76800 CE 10 September expiry ₹470 pe liya tha, ab ₹338 chal raha hai.
Abhi loss mein hoon, samajh nahi aa raha hold karun ya nikal jaun.
hold karna better rahega ya exit?