dosto, #ASHOKLEY mein ₹155.86 par entry li thi, lekin ab price ₹151.10 ke aas-paas aa gaya hai. Trade filhaal loss mein chal raha hai. Samajh nahi aa raha ki bounce back ka wait karna sahi rahega ya loss book karke nikal jaun. Aap meri jagah hote toh kya decision lete?