friends,
#ADANIPOWER ₹223 par aaj subha intraday ke liye buy kiya tha, ab around ₹219 par trade kar raha hai aur loss chal raha hai.
Ab hold karna sahi rahega ya exit kar doon?
Intraday traders apna view share karein.